शक्करपाले

सामग्री:
१. आधा किलो मैदा
२. तीन से चम्मच देशी घी
३. dedh pyaala chini
४. aadha pyaala pani
विधी:
५. दोनों को मिला कर पानी डाल कर कड़ा कड़ा मलें aur use paanch das minute dhakkan se dhakkar rakh dein
६. फिर मैदे को बेलन से बेल कर छोटे छोटे tukdon mein काट ले
७. फिर कढाई में तेल/घी जैसी इच्छा हो डाल कर उए dheemi आंच पर fry karein रख दें
८. जब घी /या तेल गर्म हो जाय तो उसमे
९. कटे हुए मैदे के टुकड़े को धीमी आंच में तल लें
१०. जब गुलाबी हो जाय तो उसे कढाई से लिकाल लें chalni se
११. फिर बचे हुए घी/तेल को कढाई से लिकाल लें
१२. aur ek chammach ghee us hi main rahen dein
१३. chini aur paani aur ek chammach ghee, teenon cheezein millakar use pakne ko rakh dein
१४. jab chaashni mein bubbles hone lag jayein to usme se ek chammach chaashni nikalkar k eek katori panni mein vo chini daal dein.
१५. agar dekhein chini tair rahi hai, yah chaashni ki pehchan hai to samajhiye chaashni tayyar ho gayi hai
१६. phir aap usme shkkkar pare daal dein and uske ooper niche acche se chaplain aur phir do minute ke baad gas band kar dein aur shakkkar pare chalate rahein
१७. paanch minute ke baad appko aisi anubhuti hogi ki shakkarpare chini apne mein le rahe hain, to samajhiye aapke shakkarpare ban gaye hain
१८. thande hone par, bhog laga kar dibbe mein band kar dein